Anuradha Paudwal – Ab Tere Bin Jeelenge lyrics
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Ka Peelenge Hum
Kya Hua Jo Ek Dil Toot Gaya
Kya Hua Jo Ek Dil Toot Gaya
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Ka Peelenge Hum
Teri Aashiqui Bhi Kya Rang Layi
Wafa Maine Ki Tune Ki Bewafai
Meri Bhool Thi Main Ye Kya Chahta Tha
Kisi Bewafa Se Wafa Chahta Tha
Tu Jaane Kya Bekaraari
Bedard Bemuravvat
Ja Sangdil Haseena
Dekhi Teri Mohabbat
Ab Maine Jaana Tujhko Beraham
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Ka Peelenge Hum
Sanam Tod Deta Mohabbat Ke Vaade
Agar Jaan Jaata Main Tere Iraade
Kise Maine Chaaha
Kahan Dil Lagaya
Main Naadaan Tha Kuchh Samajh Hi Nahin Paaya
Mere Aansuon Ke Moti
Aankhon Se Behta Paani
Mere Toote Dil Ke Tukde
Tere Pyaar Ki Nishaani
Kaisa Main Bhoolonga Tere Sitamb
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Peelenge Hum
Kya Hua Jo Ik Dil Toot Gaya
Kya Hua Jo Ik Dil Toot Gaya
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Peelenge Hum
Jeelenge Hum
Jeelenge Hum
Jeelenge Hum
Jeelenge Hum..
Top Anuradha Paudwal songs
- Mera Karma Tu Mera Dharma Tu
- Keh Do Ki Tum Ho Meri Warna
- Betab sanse behain ankhe kahne lagi
- Mujhe Tumse Hai Kitne Gile
- Shiv Shnakar Ko Jisne Puja
- Aaj Phir Tum Pe
- Tu Mera Hero Hai
- Thehre Hue Paani Mein
- Hui Aankh Nam
- Kissa Hum Likhenge
- Tu Meri Zindagi Hai
- Raat Din Tere Khayal
- Woh Meri Neend Mera Chain
- Chodenge Na Ham Tera
- Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hain