Ghulam Ali – saki sharab la lyrics
yeh alag baat hai saaki ke mujhe hosh nahin
varna main kuch bhi hoon ahsaan faramosh nahin
main teri mast nigahi ka bharam rakh loonga
hosh aaaya bhi toh kahdoonga magar hosh nahin
saki sharab la ke tabiat udaas hai
chubhati hai khal o jaan mien sitaron ki roshni
ae chaand doob ja ke tabiat udas hai
sayad tere labon ki chatak se ho jee bahal
ae dost muskura ke tabiat udas hai
hai husn ka fasoor b ilaj e fasurdagi
rukh say nakab utha kay tabiyat udas hai
maine kabhi ye zid toh nahin ki par aaj shab
ae mah-jabeen na ja kah tabiyat udas hai
tauba toh kar chuka hoon magar phir bhi aye adam
thoda sa zahar la ke tabiat udaas hai......
Submitted by Guest
Top Ghulam Ali songs
- Chupke Chupke Raat Din
- Chamakte Chaand Ko
- hum ko kis ke ghum ne mara ye kahani fir sahi
- Itni Muddat Baad Mile Ho
- Woh Jo Hum Mein Tum Mein
- Woh Kabhi Mil Jaaye Toh
- Iska Rona Nahi
- Yeh Dil Ye Pagal
- saki sharab la
- Ek Pagli Mera Naam
- HUNGAAMA HAI KYON BARPAA
- Gulun main rang baray
- Baharon ko Chaman
- Bheed Mein Ek Ajnabi
- Mera Jazbe Mohabbat Kam Na hoga