Lata Mangeshkar – Kaanta Laga (Original) lyrics
Kanta laga
Kanta laga, hai laga
Ha aaja ha raja
(Bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya aha re aha re aha re piya
Kanta laga, hai laga
Ha aaja ha raja) -2
Bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya -2
Bindiya chhipaye re lali chunar
Odh ke mond ke mukhda apna
Nikli andhere mein duniya ke dar se main sajna
Ho, bindiya chhipaye re lali chunar
Odh ke mond ke mukhda apna
Nikli andhere mein duniya ke dar se main sajna
Raat beran hui, o re saathiya
Dekh halat meri, aa le kar diya
Hai re bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya aha re aha re aha re piya
Kanta laga, hai laga
Ha aaja ha raja bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya
Aayi musibat to ab sochti hoon
Main kyun reh saki na tere bin
Sach hi to kehti thi sakhiya fasegi tu ekdin
Ho, aayi musibat to ab sochti hoon
Main kyun reh saki na tere bin
Sach hi to kehti thi sakhiya fasegi tu ekdin
Bhool to ho gayi, jo kiya so kiya
Tu bacha le balam, aaj mera jiya
Hai re bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya aha re aha re aha re piya
Kanta laga, hai laga
Ha aja ha raja
Bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya, o ho piya, hm hm piya
Ha ha piya, o ho, hm hm, ha ha piya
Top Lata Mangeshkar songs
- Lag Ja Gale
- Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum
- Aapki Nazron Ne Samjha
- Ek Pyar Ka Nagma Hai
- Kaanta Laga (Original)
- Dikhayi Diye Yun
- Pardesiya Yeh Sach Hai Piya
- Lag Ja Gale Ki Phir
- Rangeela Re Tere
- Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam
- Do Pal Ruka
- Naam Gum Jaayega
- Agar Tum Na Hote
- Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum
- Main Chali Main Chali Dekho Pyar Ki Gali