Udit Narayan, Abhijeet – Haathon Ki Lakeeron Mein lyrics
--FEMALE--
La la, la la la la
La la la la, la la la la
Mm hm, mm mm mm mm
Mm mm mm mm, aa ha ha ha
(Haathon ki lakeeron mein likha hai
Tera mera dil ka rishtaa hai) - 2
Har dhadkan yehi baat kahe
Tera mera saath rahen, tera mera saath rahen
Haathon ki lakeeron mein likha hai
Tera mera dil ka rishtaa hai
--MALE--
(Tune jo dekha palkein jhukaake
Hone laga main beqaraar) - 2
--FEMALE--
Deewane dil ko ab to hameshaa
Rehta hai tera intezaar
Chaahe din ho chaahe raat rahe
Har dhadkan yehi baat kahe
--MALE--
Tera mera saath rahen
--FEMALE--
Tera mera saath rahen
Haathon ki lakeeron mein likha hai
--MALE--
Tera mera dil ka rishtaa hai
--FEMALE--
Meri nazar mein chehraa hai tera
Saanson mein teri main basi
--MALE--
Saare jahan se main bekhabar hoon
Aisi hai teri aashiqui
In haathon mein tera haath rahe
Har dhadkan yehi baat kahe
Tera mera saath rahen
--FEMALE--
Tera mera saath rahen
Haathon ki lakeeron mein likha hai
Tera mera dil ka rishtaa hai
--MALE--
Ho oh oh oh, oh
--FEMALE--
Haan aa aa aa, aa
--MALE--
Tumse mila to maine yeh jaana
Kitna haseen yeh pyaar hai
--FEMALE--
Oh, baahon mein aake maine bhi samjha
Kitna deewana yaar hai
--MALE--
Yunhi apni mulaaqaat rahe
--FEMALE--
Har dhadkan yehi baat kahe
--MALE--
Tera mera saath rahen
--FEMALE--
Tera mera saath rahen
--MALE--
Tera mera saath rahen
--FEMALE--
Tera mera saath rahen
Top Udit Narayan, Abhijeet songs
- Woh Humse Khafa Hain
- Udja Kale Kawan - Search
- Bheed Mein Tanhaai Mein
- Bholi Si Soorat
- Kya Dil Ne Kaha
- Tune Zindagi Mein
- Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
- Ajnabi Mujhko Itna Bata
- In Mast Nigahon Se
- Aisa Desh Hai Mera
- Kuchi Kuchi Rakkamma
- Ae Mere Humsafar
- Mere Mehboob Mere Sanam
- Beshak tum meri mohhabat ho
- Dekho Pawan Bhi - Chori Chori Chupke Chupke