Lata Mangeshkar – Baharo Ki Manzil lyrics
kabhi to milegi, kahi to milegi
bahaaron ki manzil raahi
bahaaron ki manzil raahi ...
lambi sahi dard ki raahein
dil ki lagan se kaam le
aankhon ke is toofaan ko pee ja
aahon ke baadal thaam le
door to hai par, door nahi hai
nazaaron ki manzil raahi
bahaaron ki manzil raahi ...
a ha ha haa, la laa, la la la, ah ha ha ha ha
maana ki hai gehara andhera
gum hai dagar ki chaandani
maili na ho dhundhali pade na
dekh nazar ki chaandani
daale hue hai, raat ki chaadar
sitaaron ki manzil raahi
bahaaron ki manzil raahi ...
Submitted by Guest
Top Lata Mangeshkar songs
- Lag Ja Gale
- Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum
- Aapki Nazron Ne Samjha
- Ek Pyar Ka Nagma Hai
- Kaanta Laga (Original)
- Dikhayi Diye Yun
- Pardesiya Yeh Sach Hai Piya
- Lag Ja Gale Ki Phir
- Rangeela Re Tere
- Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam
- Do Pal Ruka
- Naam Gum Jaayega
- Agar Tum Na Hote
- Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum
- Main Chali Main Chali Dekho Pyar Ki Gali