Lata Mangeshkar – Bholi Surat Dil Ke Khote lyrics

Chitalkar:
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote
Chorus:
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote

Lata:
O o o o o o..
Naye zamaane ki yeh chhaila,
Ujle kapade dil hai maila
Rang-rangi inki thaayi,
Ghar mein lekin kadki chaayi
Chorus: kadki chaayi -3
Lata:
Rang-rangi inki thaayi,
Ghar mein lekin kadki chaayi
Fashion mein dil mote khote
Chorus:
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote

Chitalkar:
Naye zamaane ki yeh naari,
Oonchi sandal baaki saadi
Naino mein kajra hotho pe laali
Chorus:
Haath mein kangan kaan mein baali,
Kaan mein baali
Chitalkar:
Naino mein kajra hotho pe laali
Nakhre bade mote khote
Chorus:
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote

Lata:
Husn aur ishq ki yeh ladayi,
Suru se jag mein hoti aayi
Chitalkar:
Na koi jeete na koi haare,
Ajee kyoon na phir miljaaye pyaare
Lata, Chitalkar:
Na tum bade na hum chhote
All:
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote

Submitted by Guest