Lata Mangeshkar – Hamein Karen Koi Surat lyrics
ham hi karen koi surat unhen bulaane ki
suna hai un ko to aadaat hai bhool jaane ki
ham hi karen koi surat - 2
ham hi karen koi surat unhen bulaane ki
suna hai un ko to aadaat hai bhool jaane ki
jafa ke zikr pe tum kyon sambhal ke baith gaye - 2
tumhaari baat nahi
tumhaari baat nahi baat hai zamaane ki
hameen karen koi surat unhen bulaane ki
suna hai un ko to aadaat hai bhool jaane ki
jo ham sataayen to katra ke is tarah se na ja
nigaah-e-naaz ye baaten
nigaah-e-naaz ye baaten hain dil dukhaane ki
hameen karen koi surat unhen bulaane ki
suna hai un ko to aadaat hai bhool jaane ki
Submitted by Guest
Top Lata Mangeshkar songs
- Lag Ja Gale
- Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum
- Aapki Nazron Ne Samjha
- Ek Pyar Ka Nagma Hai
- Kaanta Laga (Original)
- Dikhayi Diye Yun
- Pardesiya Yeh Sach Hai Piya
- Lag Ja Gale Ki Phir
- Rangeela Re Tere
- Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam
- Do Pal Ruka
- Naam Gum Jaayega
- Agar Tum Na Hote
- Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum
- Main Chali Main Chali Dekho Pyar Ki Gali