Lata Mangeshkar – Ishq Da Rog Bura Oy Hoy lyrics
oy hoy ....
ishq da rog bura oy hoy - 3
oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye - 2
o rabba rog na ye lag jaaye o yaaron lag na kisi ko jaaye
agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye - 2
galein mein daale na phanda kisi ki zulfo ka phanda
wo chaahe phansi pe chad jaaye
oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye - 2
ye tere bas ka kaam nahi ke aashiq tera naam nahi
tu chaahe geet ??? ke gaaye
agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye - 2
oy hoy ....
nahi ye kaagaj ye dil hai mitaana baad mein mushkil hai
na likhana is dil pe kuchh haaye
oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye - 2
idhar aa naam tera likh de mere har ang pe tu aise
ke mera saara badan bhar jaaye
agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye - 2
mohabaat se tauba karloon ke dil ka main sauda karloon
ye sauda mehanga na pad jaaye
oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye - 2
ye rab ki baatein rab jaane khabar kya ye dil sab jaane
kisika ka deewaana ho jaaye
agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye - 2
oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye
agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye
oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye
agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye
oy hoy aaye haaye....
ishq da rog bura oy hoy - 6
Top Lata Mangeshkar songs
- Lag Ja Gale
- Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum
- Aapki Nazron Ne Samjha
- Ek Pyar Ka Nagma Hai
- Kaanta Laga (Original)
- Dikhayi Diye Yun
- Pardesiya Yeh Sach Hai Piya
- Lag Ja Gale Ki Phir
- Rangeela Re Tere
- Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam
- Do Pal Ruka
- Naam Gum Jaayega
- Agar Tum Na Hote
- Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum
- Main Chali Main Chali Dekho Pyar Ki Gali