Mohammad Rafi – Aane Se Uske Aaye Bahaar lyrics
Aane se uske ayah baharr jaane se uske jaye bahaar badi mastani hay meri mehbooba
meri zindigani hay meri mehbooba
iss hawa ko mein to us ka lehrata aanchal kahooon ga
iss ghata ko mein to us ki aankhoon ka kajal kahoon ga
kaliyon ka bachpan hay phoolon ki jawani hay meri mehbooba, mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba
beet jate hein pal kat jati hein barkha ki raatein
ham na jane kiya kiya karte rehte hein aapas mein batein
mein thoora diwana thoori si diwani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba
aaa aa aa aa aa a aa
o oo o o ooo o o ooo
saamne mein sab kay naam us ka nahi ley sakoon ga
wo sharam kay marey rooth jaye to mein kiya karoon ga
hooron ki malika hay pariyon ki rani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba
hmmm hmm hmmm hmmm hmmm
a a a a a a a a aa a
hmmmm hmmm hmm hmm hmm
aa a a a a a a aaa a
Top Mohammad Rafi songs
- Dil Ke Jharoke Mein Tujko Bithakar
- Chand Mera Dil Chandni Ho
- Khilona Jaan Kar
- Isharo Isharo Mein Dil Lene
- Kya Hua Tera Wada
- Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye
- Aane Se Uske Aaye Bahaar
- Yeh Ladka Hai Allaah
- Yeh Chand Sa Roshan Chehra
- Aaj Mausam Bada
- Dafliwale Dafli Baja
- Teri Ankhon Ke Siva
- Aa Lag Ja Gale
- Aadmi Musafir Hai
- Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein Shamil