Mohammad Rafi – Teri Ankhon Ke Siva lyrics

Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai-2
Ye uthe subaha chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley,
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai

Palkonke galiyon me chehre bahaaron ke hasthe hue
Hai mere khabonke kya kya nagar in mein basthey hue
ooo
Palkonke galiyon me chehre bahaaron ke hasthe hue
Ye uthe subaha chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley,
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai

Inme mere aanewaley zamaane ki tasveer hai
Chahat ke kaajal se likhee hui meri taqdeer hai
Ooo
Inme mere aanewaley zamaane ki tasveer hai
Ye uthe subaha chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
Ye uthe subah chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai--2

Submitted by Guest