Mohammad Rafi – Apna Toh Barah Mahine lyrics
kaise manaye deewali hum lala apna to barah mahine deewala
hum to hue dekho than than gopala
apna to baarah mahine ...
duniya ye babu badi besharam are karati hai champat parai rakam
chalaton ne kar li hai mutthi garam bilkul hi ullu ke patthe hain hum
hamare se to achha hai baniye ka sala
apna to baarah mahine ...
mar mar ke hum roz mehnat kare aur yaaron ko dekho tijori bhare
din raat hum to gulami kare phokat mein ye saand charen
bandhke hamare hontho pe tala
apna to baarah mahine ...
ham to khichadi hi khaate rahe are halwaa lafange udaate rahe
ham muft mein jhaadu lagate rahe gangaa mein gadhe nahate rahe
daata teri akl ko hai kaay jhala
apna to baarah mahine ...
Submitted by Guest
Top Mohammad Rafi songs
- Dil Ke Jharoke Mein Tujko Bithakar
- Chand Mera Dil Chandni Ho
- Khilona Jaan Kar
- Isharo Isharo Mein Dil Lene
- Kya Hua Tera Wada
- Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye
- Aane Se Uske Aaye Bahaar
- Yeh Ladka Hai Allaah
- Yeh Chand Sa Roshan Chehra
- Aaj Mausam Bada
- Dafliwale Dafli Baja
- Teri Ankhon Ke Siva
- Aa Lag Ja Gale
- Aadmi Musafir Hai
- Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein Shamil