Mohammad Rafi – Ganga Meri lyrics

na main sindhi, na main marathi, na main hoon gujarati
na to hai ek bhasha meri, na meri ek jaati

aaa aaa
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala (2)
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

jiss dharti ka main beta hoon uss ke mausam chaar (2)
garmi sardi patjhad aur ableli ritu bahaar
jahaan savera
jahaan savera gaata aaye raat bajhaaye sitaar, raat bajhaaye sitaar
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

main woh panchhi jiss ki nisdin laakhon kos udaan (2)
uttar dakkhin purab paschim goonje meri taan
ek shaal hai
ek shaal hai mera jiss ka naam hai hindustan, naam hai hindustan
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet
aaaa

jab aau punjab to bhangde ka ban jaau meet
dakkhin jaa kar
dakkhan jaa kar seekha maine karnaatak sangeet, karnaatak sangeet
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

main madrasi main gujarati main ek rajasthani (2)
bada puraana ek marathi naya naya haryani
main kuch bhi hoon
main kuch bhi hoon lekin sab se pehle hindustani, pehle hindustani
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

Submitted by Guest