Mohammad Rafi – Ijaazat Ho To Hum Aaye lyrics
kaha hain ham ye aaj mat pucho ek jhutha dilasa hai
hamein mat is tarah taalo hamara pyar pyasa hai
jawani ke akelepan ki ghadiyan humko na bhaae
ijaazat ho to hum aaye
humari bhi ye hasrat hai kisi ka pyar hum paye
kisi ke paas hain hum to magar hai ab talaq ye duri
huqm de do to hum kar de tumhari ye kami puri
agar tumsa mile koi to hum jannat ko thukaraye
ijaazat ho to hum aaye...
ye dhadkan kyun ye tadpan kyu dard meetha sa kya hai ye
jo ab mano to hum kah de jawani ki saza hai ye
bina kaaran ye zurmaana aji hum kyu na ghabaraye
ijaazat ho to hum aaye...
Submitted by Guest
Top Mohammad Rafi songs
- Dil Ke Jharoke Mein Tujko Bithakar
- Chand Mera Dil Chandni Ho
- Khilona Jaan Kar
- Isharo Isharo Mein Dil Lene
- Kya Hua Tera Wada
- Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye
- Aane Se Uske Aaye Bahaar
- Yeh Ladka Hai Allaah
- Yeh Chand Sa Roshan Chehra
- Aaj Mausam Bada
- Dafliwale Dafli Baja
- Teri Ankhon Ke Siva
- Aa Lag Ja Gale
- Aadmi Musafir Hai
- Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein Shamil