Mohammad Rafi – Jaane Bahaar Husn Tera lyrics
Jaan-e-bahaar husn tera..
bemisaal hai
wallah kamaal hai
arre wallah kamaal hai
Aayi hai mere paas tu
is aanbaan se
utri ho jaise koyi pari
aasmaan se
main kya kahun khushi se
ajab mera haal hai
Jaan-e-Bahaar husn tera...
Haaye yeh teri mast
adaayen yeh baaqpan
Kirno ko bhi main
choone na doonga tera badan
tujhse nazar milaaye
yeh kiski majaal hai
Jaan-e-Bahaar husn..
Main khushnaseeb hoon
Ke tujhe maine paa liya
Tune karam kiya
Mujhe apna bana liya
Aise mile hain hum
Ke bicchardhna muhaal hai
Jaan-e-bahaar husn tera
bemisaal hai....
Submitted by Guest
Top Mohammad Rafi songs
- Dil Ke Jharoke Mein Tujko Bithakar
- Chand Mera Dil Chandni Ho
- Khilona Jaan Kar
- Isharo Isharo Mein Dil Lene
- Kya Hua Tera Wada
- Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye
- Aane Se Uske Aaye Bahaar
- Yeh Ladka Hai Allaah
- Yeh Chand Sa Roshan Chehra
- Aaj Mausam Bada
- Dafliwale Dafli Baja
- Teri Ankhon Ke Siva
- Aa Lag Ja Gale
- Aadmi Musafir Hai
- Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein Shamil